Hindi Mai RAM Ka Full Form Kya Hai

Dosto Maine Hamari Pichele Kuch Blog Post Mai Bataya Tha Ki Ups Ka Full Form Kya Hai Aishe He Bohot Sari Full Form Ka Post Hamari Site Mai Milega Aap Logo Ko Lakin Kya Aap Logo Ko Pata Hai Ki RAM Ka Full Form Kya Hai o Bhi Hindi Mai .

Agar Nahi Pata Hai Koi Tension Lene Ki Baat Nahi Hai Mai Aaj Aap Logo Ko Barike Se RAM Ka Full Form Batayunga .

Dost Aap Mai Se Kafi Sari Log A Jante Hai Ki RAM Kya Hai . Lakin Jab Baat Ati Hai RAM Ki Full Form Ki To A Baat Kafi Sari Logo Nahi Pata Hoti Hai .

Kyu Ki RAM Ke Bareme Aapne Kafi Suna Hoga Lakin Aap Logo Ne RAM Ki Full Form Ki Uppar Bohot Kam Dhayan Diya Hoga.


Kyu Ki RAM Ke Bareme Mai Aap Sabhi Suna Hoga Aap Logo Ko A Bhi Pata Hai Ki Ram Kya Hai Or Ram Kis Kam Mai Use Hota Hai . Lakin Aapko A Pata Nahi Hota Hai Ki RAM Full Form In Computer Kya Hai .

Hello Dosto Mai Hu Bijay Raj Swagat Karta Hu Hamari Is Blog Post Par Dosto Aaj Mera Is Blog Ki Topic Hai RAM Full Form in Computer -Hindi Ke Bareme . To Chaliye Suru Karte Hai .

Ram full form in hinfi.jpg


Full Form In RAM​

Dosto RAM Ak Chip Memory Hota Hai Jo Ki Motherboard Mai Inbulid Raheta Hai Jiska Full Form Hai Random Access Memory .

R : Random

A : Access

M : Memory


RAM Ki In Full Form Ko Maine Bare Bare Tech Expart Se Or Internet Se Zudi Information Mai Se Mujhe Mili Hai Or a Full Form Koi Mera Khud Ka Opinion Se Nahi Hai . Or Abhi Sach hai Ki RAM Ka Full Form Random Access Memory He Hota Hai .

RAM Kya Hai / RAM Ke Bareme Jankari​

Dosto Mai Janta Hu Ki Aap Logo Mai Se Bohot Sari Logo Ko A Pata Hai Ki RAM Kya Hai .

Lakin Kuch Log Aisha Bhi Hai Jinko Pata Hai Hai Ki RAM Ke Bareme .

Un Logo Ke Liye Mai aaj Is Blog Post Par RAM Ke Bareme Details Mai Batayunga .

RAM Yaniki Random Access Memory Ak Tarha Ka Chip Hota Hai O Chip Jo Ki Motherboard Mai Inbulid Hota Hai .

Aap Agar Smartphone Or Computer Ka Istimal Karte Ho To Aap Jarur RAM Ke Bareme Jante Honge .

Kisi Bhi Computer Or Smartphone Ko Chalane Mai RAM Ki Bohot Bari Bhumika Hota Hai .


RAM Jo Hota Hai O Computer Ki CPU Mai Inbulid Hota Hai . Aap Computer Ki RAM Ko Remove Bhi Kar Sakte Ho .

Aap Computer Ki RAM Ko Change Bhi Kar Sakte Ho . Or RAM Ko Extend Bhi Kar Sakte Ho .

Aapne Jab Aak Naya Phone Lete Ho To Aapne Jarur Suna Hoga Ki Ki 2GB RAM OR 32GB ROM . Lakin Aapko Pata Nahi Hai Ki RAM Kya Hai .

Jo Mobile Ki RAM Hoti Hai Ushe Change Ya Phir Remove Nahi Kar Sakte Ho . O Sirf Mobile Ki Bord Mai Inbulid Hota hai .

RAM 168-184-240-288- Ki Tarha Ki Pin Se Motherboard Mai Inbulid Hota Hai .

Computer Ki Ram Ki Jo Data Hota Hai O Tab Tak Hota Hai Jab Tak Computer Chalu Raheta Hai .
Jab Computer Off Ho Jata Hai Tab Ram Ki Har Jankari Or Document Automatic Remove Ho Jata Hai .
Or Ram Ki Remove Ho Gaya Data Ya Phir Document Recover Nahi Kiya ja Sakta Hai .

RAM 2 Tarha Ka Hota Hai DRAM Or SRAM Yaniki Dynamic Random Access Memory , Static Random Access Memory .


RAM Kitne Tarha ka Hota Hai​

Dosto RAM 2 Tarha Ka Hota Hai Ak Hota Hai DRAM Or Dusra Hota Hai SRAM . Or Is RAM Ki Bhi Full Form Hota Hai Jo Ki DRAM Yaniki Dynamic RAM Or SRAM Yaniki Static RAM .
  • DRAM : Dynamic Random Access Memory
  • SRAM : Static Random Access Memory
SRAM Kya Hai : Dosto Jo SRAM Hota Hai Unka Full Form Hai Static Random Access Memory . Or A RAM CMOS Ki Technology Se Devolopment Kiya Jata Hai .

Or SRam Ki Tranjister Ki Baat Kiya Jaye To SRam 6 Se 7 Tranjister Se Bana Hua Hota Hai .
Sram Ki Jo Speed Hota Hai O Kafi Tez Hota Hai . Or Uska Aakar Bhi Bohot Chota Hota Hai .
Agar Keemat Ki Baat Ho To SRam Kafi Mahenga Hota Hai .
Sram Ki Istimal Sirf Or Sirf Cache Memory Ki Tor Par Kiya Jata Hai .
Jo Static Ram Yaniki SRam Hota Hai Unki DEVOLOPMENT Bohot Hi Hard Hota Hai . Kafi Sari Tranjister Ki Istimal karke Ishe Banaya Jata Hai .
Or SRam Bohot Kam Bijli Mai Bhi Chal Sakta Hai .

DRam Kya Hai : DRam Yaniki Dynamic Random Access Memory Hota Hai . Or A Bhi Ak Ram He Hai Jo Ki Kuch Simit Tranjister Or Capasiter Lake Devolopment Kiya Jata Hai .

Or DRam Bohot Sasta Hota Hai SRam Ki Tulana Mai . or A Ram Bijli Bohot Leta Hai .
DRam Aakar Mai Bohot Bara Hota Hai . Or Unka Speed Bohot Kam Hota Hai .
DRam Hamesha Se Mean Memory Ke Liye Use Kiya Jata Hai .
Or DRam ko Devolopment Bohot Esey Hota Hai .

Ram Full Form In HindiDosto Mai Aap Logo Ko A Bata Chuka Hu Ki Ram Ka Full Form Kya Hai . Laki Aap Logo Ko A Nahi Bataya Hu Ki Ram Full Form In Hindi .
Dosto Ram Yaniki Random Access Memory Hai . Or Isko Hindi Mai Bola Jaye To Uska Meaning Hota Hai यादृच्छिक अभिगम स्मृति .

Random : यादृच्छिक

Access : अभिगम

Memory : स्मृति


Conclusion​

Dosto Agar Aapko Hamari Post Ko Padhakar Kuch Information Mili Hai To Aap Hamari Post Mai Comment Jarur Karna .
Aap Log Hamari Is Post Ko Social Media Par Jarur Share Kare Taki Or Bhi Logo Ko A Janne Ki Mile Ki RAM Ka Full Form Kya Hai .
Thank You Guys
 
मॉडरेटर द्वारा पिछला संपादन:

सम्बंधित टॉपिक्स

सदस्य ऑनलाइन

अभी कोई सदस्य ऑनलाइन नहीं हैं।

हाल के टॉपिक्स

फोरम के आँकड़े

टॉपिक्स
1,845
पोस्ट्स
1,886
सदस्य
242
नवीनतम सदस्य
Ashish jadhav
Back
Top