Myntra Customer Care Number | मिंत्रा कस्टमर केयर नंबर

Myntra Customer Care Number: What is myntra customer care number? How can I contact myntra Customer care? How can I return in myntra? Agar Apke pass bhi ye sare sawal hain. To ap is post me toll-free numbers ke sath Myntra customer care number. Customer support helpline, email id aur office address details share kiya gaya hai. Apko Myntra Customer care Officials ke email Id. Aur inquiries karne ka tarika bhi bataya jayega.

Jab bhi Apko Myntra se judi kisi bhi tarah ki madad ki zaroorat ho. Ap Myntra Customer care number 24 X 7 dial kare. Myntra customer care apki madad ke liye har-pal tayyar rahta hai.

Aaj ke is internet era me. Latest fashionable assessors aur kapdon ke liye bazar jane ki zaroorat nahi hai. Ap ghar baithe hi assessors aur kapde manga sakte hain. India me E-Commerce website last kuch years se. Customers ki har zaroorat ko pura kar rahi hai. Myntra.com ek aisi website hai, jo latest trends in apparels, accessories,
home decor etc. har cheez latest apke liye le kar aati hai.

Ye Website apko products at lowest price, quality and quantity ki guarantee deta hai. Myntra Sure karta hai ke apko latest design aur featured products, logon ki zaroorat ko thik se pura kare. Ye apko quality aur quantity dono pahluon ko ensure karke. Lowest cost par apko products sell karta hai.

Online shopping se apko personally ek store par jane ki zaroorat nahi padti hai. Lekin kabhi kabhi ye challenges bhi sath le kar aata hai. Jaise – Jo kapde apne kharida hai wo fit hota hai apko ya nhi. Aur apki zarooraton ko pura karta hai ya nahi. Aise me jab bhi apko customer support ki zaroorat ho ap Myntra customer care number par unse contact kar sakte hain.


Myntra Customer Care Number​

Ye Site basically apke order. Aur non-order related queries me apki madad ke liye hai. Isliye ap Myntra customer care ke sath. Myntra helpline numbers ke through kabhi bhi company officials se jud sakte hain. Ap kisi aisi Adhikari se bat karna pasand karenge, Jo apke queries jaldi solve kar sake. Niche hum Myntra customer care number share kar rahe hain.

Myntra Customer Care Toll Free Number : 080 6156 1999

Myntra Customer service Number Bangalore, Mumbai, Delhi, Hyderabad, Gurgaon, Pune and Kolkata (Give a Miss Call and get link to download Myntra app): 1800-419-3500

Official Website: www.myntra.com

Myntra customer care address in India​

Jo log Products order ya products delivery issue face kar rahe hain. Payment related koi issue hai ya kisi aur tarah ka koi issue hai. Ya company ke bare me aur zyada jankari pana chahte hain. To hum apko Mnytra ke Official address niche de rahe hain. Ap direct Myntra Office ja sakte hain ya Diye gaye. Myntra Customer care number par bat kar sakte hain.

MyntraIndia office addressCity
Room No – 2&203, DhamJisham Ji trade centre, near VidyaVihar Station, vidya vihar west, Mumbai – 40086Mumbai
Vector E-Commerce Pvt. Ltd., Dve Niwas, k-2 block, Khasra no 819, Mahipalpur, Behind Apra Maruti Showroom, New Delhi – 110037New Delhi
Survey Numbers 231, 232 & 233, Soukya Road, Samethanahalli Village, Anugondanahalli Hobli, Hoskote Taluk, Bangalore – 560067Bangalore
Vector E-Commerce Pvt. Ltd., 184 Dr A.K. Paul Road. Behala, Near – Madhya Para Rickshaw Stand, Kolkata – 700034Kolkata

Myntra Office Address​

Hum yahan apko Myntra Office Address de rahe hain. Jahan ap company ke Adhikariyon se face to face bat kar sakte hain. Aur Apne samasya ka samadhan pa skate hain. Aur Agar ye Office apke City me nahi hai to ap Myntra customer care feedback written me in address par bhej bhi sakte hain.

Office AddressDepartment
Myntra Designs Private Ltd., AKR Tech Park- B Block, Krishna Reddy Industrial Area, 7th Mile, Kudlu Gate, Bengaluru – 560068Corporate Office Address
Survey Numbers 231, 232 and 233, Soukya Road, Samethanahalli Village, Anugondanahalli Hobli, Hoskote Taluk, Bengaluru – 560067Return Processing Facility Office Address

Important Links​

Tracking / Cancel Order: https://www.myntra.com/register.php?view=myorders

Ap is link par click karke apne order ka status check kar sakte hain. Ap is link ke through apne order ko cancel bhi kar sakte hain. Lekin uske liye apko apne Myntra Account me Login karna Zaroori hoga.

Contact Page: https://www.myntra.com/contactus

Ye Myntra ka Official contact page hai. Ap is page pe uplabdh form ko fill karke orders coupon, delivery, order status, refund, returns etc. related msg send kar sakte hain.

Discount Coupons: https://www.myntra.com/mens-coupon

Is link par click karke ap Myntra Dicount Coupons page par ja sakte hain. Yahan ap updated discount coupons ke sath discount price par products purchase kar sakte hain.

Myntra Social Profiles​

Facebook Fan Page: https://www.facebook.com/myntra
Twitter Handle: https://twitter.com/myntra
Pinterest Profile: https://www.pinterest.com/myntra/
YouTube Channel: https://www.youtube.com/user/myntradotcom

Frequently Asked Questions​

1. Myntra की 30 दिन की रिटर्न और एक्सचेंज पॉलिसी क्या है? यह कैसे काम करता है?

Myntra easy return aur exchange policy ki facility deta hai. Customers 30 days ke under online order kiye gaye products ko return ya replace karwa sakte hain. Comany kewal Tag Check karti hai. Aur original condition me preserve aur packing karti hai. Company ye facility 2 alag-alag tariko se provide karti hai.
  • Pick Up : Company most of the locations me free pick up facility provide karti hai. Jab ap company me apna request registered kar rahe ho to wahan pick up ka option aata hai.
  • Self-Ship : Bahut sari jagah par Company pick up ki facility nahi deti hai. us condition me company apko apke phonepe wallet me shipping charge transfer kar degi. Lekin yaad rahe product receipt ki photo copy company ke sath share karni hogi.
Is bare me aur adhik jankari ke liye ap Myntra Customer care number par ya toll-free helpline number par contact kar sakte hain.

2. मैं Myntra पर एक्सचेंज रिक्वेस्ट कैसे सबमिट करू ?

Un products ko exchange karne ke liye, Jinhe apne Myntra se kharida hai. Ap exchange request de kar asani se exchange kar sakte hain. Exchange request submit karne ke liye niche diye gaye steps ko follow kare.
  1. Ap un products ko hi exchange karwa skate hain. Jo apne 30 days ke under hi Myntra se kharida ho. Agar apka Address exchange process ke liye applicable hoga tabhi ap exchange request submit kar sakte hain.
  2. Products ko ek packet ya jute bag me dale, lekin yaad rahe unko seal nahi karna hai. aur exchange date par Myntra Devilry Staff ke handover kar de. Aur ap unse ek new order number receive kar le.
  3. Aap App ya official website par ja kar “My Orders” ka use karke apne exchange request status ko track bhi kar sakte hain.

3. How do I return multiple products from a single order?​

Agar ap single order request se hi multiple products exchange karwana chahte hain to niche diye gaye step follow karen
  1. Yadi ap single order se kai products ko wapas karna chahte hain. To company apko har product ke liye email ke madhyam se apko alag-alag return Id provide karegi.
  2. Agar ap Products ko khud hi kharid rahe hain, to ye sure karen ki apne sabhi products ke liye return id mention kiya gaya hai. Aur unhe ek hi shipment me return kiya ja sakta hai.

4. मुझे self-ship को कहां रिटर्न करना चाहिए?​

Products ko wapas karne ke liye aap niche diye gaye apne location ke hisab se kisi bhi address par bhej sakte hain. Kisi bhi zaroorat ya sawal-jawab ke liye ap Myntra customer care se bat kar sakte hain.

South
Vector E-commerce Pvt. Ltd, A/C Seller Name:
Survey Numbers 231, 232 and 233,
Soukya Road, Samethanahalli Village,
Anugondanahalli Hobli, HoskoteTaluk, Bangalore – 560067

North
Vector E-commerce Pvt. Ltd, A/C Seller Name:
DevNiwas, K-2 block, Khasra No-819,
behindMaruti Service Centre, Mahipalpur, New Delhi – 110037

West
Vector E-commerce Pvt. Ltd, A/C Seller Name:
CTS No.1386, Lower Ground Floor Acropolis,
Marol Church Road, Near Airport Metro Andheri, East Mumbai – 400059

East
Instakart Services Pvt. Ltd, 184,
Dr. A.K Paul Road, Behala, Kolkata – 700034
Myntra Customer Care Number: 080 6156 1999

Why did the pickup of my product fail?​

Company ye facility ek limit time ke liye he deti hai. Shipping Staff ko apke order lene ke liye sirf 3 attempts hi hota hai. Isliye yadi 3 attempt me bhi apka products nahi pick kiya jata hai to ise ‘Pickup request failed’ mana jayega.

About Myntra​

Myntra ek online Retailing website hai. Jahan hum sabhi Products pate hain, jo hume daily life me use karte hain. Bazar ke muqabale sabse kam keemat par chahte hain. Myntra ko 2009 me launch kiya gaya tha. Iska headquarter Bangalore, Karnataka, India me hai.

Originally Company ko Indian Institute of Technology (IIT) ke through 2007 me established kiya gaya tha. Iske establishment ke piche Anmol aur Mulyawan upcharo ke nizikaran par dhayan kendrit karna tha.

Amazon aur Flipkart us time bhi India ke E-Commerce shopping ke field me big name the. Isliye apne bazar ko banane ke liye company ne 2014 me ek bada decision liya. aur Myntra Amazon company ke sath merge ho gya.

Company ki sthapna (establishment) Mukesh Bansal ne apne sathi, Ashutosh Lawania aur Vineet Saxena ke sath ki thi. Company ka main motive gifts items ke on-demand business karna tha. Year 2011 ke dauran, Myntra ne fashion aur lifestyle products ko apne catalogue me shamil kiya.
 
मॉडरेटर द्वारा पिछला संपादन:

सम्बंधित टॉपिक्स

सदस्य ऑनलाइन

अभी कोई सदस्य ऑनलाइन नहीं हैं।

हाल के टॉपिक्स

फोरम के आँकड़े

टॉपिक्स
1,845
पोस्ट्स
1,886
सदस्य
242
नवीनतम सदस्य
Ashish jadhav
Back
Top