Benefits of Honey for Baby in Hindi And Nutrients

Honey ek Aisa padarth hai, jo aushadhi ke roop mein prayog kiya jata hai. kyunki ki honey Mai bahut se Nutrients paye jaate Hain Jo sharir ke liye labhdayak hote Hain isliye sad ya honey body ke kiye faydemand hota hai,

lekin honey 0-1year ke baby ke liye faydemand hai ya nuksan dayak To usi se related ham aapko is post mein batane wale hai aap is post ko pura Dhyan se padhen aur acche se samjhe to chaliye jante Hain.

Honey mein upsthit Nutrients​

Honey ka upyog health ke liye prachin kal se hi Kiya jata hai kyunki ismein bahut se benefits Nutrients paye jaate Hain jese- khanij, vitamins, ka bhandar paya jata hai or fructose bhi kafi Matra mein upsthit hota hai, iske alava carbohydrate, vitamin B6, vitamin C, amino acid etc. Nutrients honey mein maujud hote Hain Jo sharir ke liye benefit dete Hain.Top article


Benefits of Honey for Baby in Hindi​

Yah sabhi jante ki Honey health ke liye labhdayak hota hai Lekin ,0-1 year Ke baby ko shehad yah

Honey nai chatana chahie ya kabaana chahie, kyunki ismein hanikarak jivanu ki vajah se botulism pachan tantra sankramit ho jata hai jiski vajah se baby ki Jaan bhi ja sakti hai, isliye agar aapka baby 1 year se Chhota hai to aap apne baby ko Honey se dur rakhe .Note- hello friends is post ko share jarur Karen jisse sabhi Jaan sake.
 
मॉडरेटर द्वारा पिछला संपादन:

सम्बंधित टॉपिक्स

सदस्य ऑनलाइन

अभी कोई सदस्य ऑनलाइन नहीं हैं।

हाल के टॉपिक्स

फोरम के आँकड़े

टॉपिक्स
1,845
पोस्ट्स
1,886
सदस्य
242
नवीनतम सदस्य
Ashish jadhav
Back
Top