How to Create Subdomain In Blogger – Step by Step Full Tutorial

Hello Friends kaise ho aap sbhi I hope aap sbhi ache honge friends aaj ke is post me hum sikhenge ki blogger blog me subdomain kaise create karte hai…

Agar friends aapke pass main domain me already adsense ka approval mila huva hai to aap subdomain bna skte hai aur sath hi usme adsense ki ad bhi lga skte hai aur iske liye aapko adsense approval ka wait nhi krna pdega…

WordPress me subdomain bnane ke liye aap cpanel ka use kar skte hai lekin agr aap blogger par subdomain use krna chahte hai to vo kis trah krenge aaj ke is post me hum sikhenge..
  1. sbse phle aapko apne blogger.com ke official website ko open kar lena hai uske baad aap yaha par apne gmail id aur password se login krenge.
  2. login krne ke baad aap blogger ke dashboard me aajyenge to yaha par create new blog ka option milega us par aap click krenge.
  3. create new blog par click krne ke baad aapko apne blog ka title enter krna hai,uske baad apne blog ka url enter krna,uske baad Save par click kr dena hai…
  4. Blog bnane ke baad aap setting >Bacic par click krenge uske baad aapko Subdomain setup krna yaha par aap subdomain add krenge…Example- techrealjankari.com main domain to hum subdomain me example.techrealjankari.com enter kr skte hai uske…baad save par click krenge..
  5. Save par click krne ke baad aapke saamne 2 cname record aajyenge jo aapko apne domain ki dns setting setup krne hai…
Cname record ko domain me kaise setup krna hai,aur blogger me subdomain kaise create krna hai iske aap is video me live dekh kar sb kuch aasani se smjh skte hai….

 

सम्बंधित टॉपिक्स

सदस्य ऑनलाइन

अभी कोई सदस्य ऑनलाइन नहीं हैं।

हाल के टॉपिक्स

फोरम के आँकड़े

टॉपिक्स
1,845
पोस्ट्स
1,886
सदस्य
242
नवीनतम सदस्य
Ashish jadhav
Back
Top