Blogger Blog Me Running/Scrolling Text Kaise Add Kare

Hello Friends,,Kaise Ho aap Sbhi I hope aap sbhi Bdiya Honge.Friends aaj ke is post me hum sikhenge ki blogger blog me Running Text Ya Scrolling Text Kaise Add Kar skte hai…

Friends Aap apne blogger blog me header ke upar ya sidebar me scrolling text add kar skte hai jisme aap apne dusre website ka url de skte hai ya apne Youtube channel ka link bhi add kar skte hai…

Agar aap apne blog ya website me koi bhi changes kr rhe hai to uski suchna bhi Scrolling text ke dwara aasani se de skte hai jisse sbhi ko running text highlight huva dikega to sb aasani se dekh payenge…

Yaha par me aapke sath 2 code share kar rha hu jinke dwara aap apne blog me running text add kar skte hai…

1. Is code me aapko Enter Your Text ki jgah Par apna text add krna hai uske bad ise aap apne blogger me add kar skte hai.Is Code me text Right Se Left Ki Aur Run Hoga.

XML:
<marquee behavior="scroll" direction="left">Enter Your Text.</marquee>

2. Is code me aapko Enter Your Text ki jgah Par apna text add krna hai uske bad ise aap apne blogger me add kar skte hai.Is Code me text Left Se Right Ki Aur Run Hoga.

XML:
<marquee behavior="scroll" direction="Right">Enter Your Text.</marquee>

To Is trah Se aap apne blogger blog me running/Scrolling Text Add kar skte hai.Ummid krta hu aap sbhi ko ye post pasand aaya hoga.Aap apna sujhav aur swal comment kr skte hai…
 

सम्बंधित टॉपिक्स

सदस्य ऑनलाइन

अभी कोई सदस्य ऑनलाइन नहीं हैं।

हाल के टॉपिक्स

फोरम के आँकड़े

टॉपिक्स
1,845
पोस्ट्स
1,886
सदस्य
242
नवीनतम सदस्य
Ashish jadhav
Back
Top