Phone Ko Software Update Karne Se Kya Hota Hai

Phone Ko Software Update Karne Se Kya Hota Hai

Hello Dosto, phone ko update karne se kya hota hai, chahe aap ek smartphone ki baat kare ya ek computer ki aapko update karna chahiye. update means kya hai, Phone Ko Software Update Karne Se Kya Hota Hai, software ko up to date karna , kisi bhi devices main operating system hoti hai yani OS aur yahi devices internet se judi honi chahiye uuna sabh devices main company’s notifications bhejati hai, lekin jada tar log uss notifications ko ignore karte hai ya jada dhayan nahi dete, Phone Ko Software Update Karne Se Kya Hota Hai,

Uun sabh logonko malun nahi hota update ka sahi matalabh kya hai, mere khayalse aaisa karna nahi chahiye. companies through bheji gai sabhi update apake smartphone ke liye aur hardwares le liye bahut jada jaruri hota hai.

Jaise hame pratek month ko mobile recharge ki jarurat hai vaise hi aap ko smartphone thik se chalane ke liye update karna jaruri hai, aur jin logoko software update kya hota hai malum hai ve log apane mobile main software update download karke install karte hai.

Aapne dekha hi hoga Android aur ios mai ko bhi applications install karne ke bad thode hee din mai aapko notification dikha ta hai, android mai aapko Google play store mai My apps and Games par click kare aur ios mai apko upar right corner ko account ko click karke aapko sabhi application updates dikhhi denge. yadi mobile user ko software update karne se kya hota hai ke vishay mai purn janakari ho jaye to wo kabhi software update notification ko ignore nahi karenge. aur una ke device ke security aur durability ko bahut acha hoga.

Update Kya Hota Hai

Software Update ko Update hi kehate hai, sadharan bhasha mai kehenge to mobile companies main jo developers hate hai unake dwara likhe gaye codes hote hai, aap unko fixes bhi bola jata hai, kisi bhi software update ko developers kai bar test karte hai, aaise mai bahuta se test ke bad bhi kuch bugs nikalate hai aur kuch errors’ hote hai unako pahile thik kiya jata hai aur users ko software update karne ke bad koi samsya nahi aye esi liye usa software ko aur test kiya jata hai, aaise chote bade fixes karne ke bad developers una fixes ko server main update karte hai, apko mobile mai software update ka notification aata hai, aur updates ko pane ke liye users ko pahile dwonload karna padta hai, download karne ke bad install kare, aaisa karne se bugs fixes karte hai aur isaka experience bahut acha hota hai, ise aasan bhasha main Software Update kehate hai.

Phone Ko Software Update Karne Se Kya Hota Hai

Phone ko software update karne se users ko sabhi latest update milate hai, inake alawa bahutase chije hote hai aage ham dekhenge.

1. Mobile phone mai jitane bhi khamiya errors ho ya bugs sabhi fixes ho jate hai.

Jo developers ne banaya huva naya update hota hai unako kai bar test karne ke bad bhi kuch errors ya bugs rahe jate hai vaise hi hame update ke sath bheje jate hai una naye update ko thik karne ke liye naye updates aate hai ise puran bugs ya errors fix ho jate hai.

2. Phone mai naye features add ho jate hai.

Companies har roj naye naye features develop karte hai, aur una features ko update through bheje jate hai, isake karan hamre phone look thoda bahut change hota hai, aur hame isee prakar naye features milate hai.

3. Phone ya Application ki umar badh jati hai

Akasar naye update ke sath naye features ko dekha gaya hai, isase phone ya application ka use karne ka samay yani umar badh jati hai, update karne se wo jada user friendly ban jate hai, jada tar user interface kafi akarshak aur use full ban jata hai.

4. Phone aur software ki security badh jati hai.

Akasar hackers aise software banate hai ki user ke online security par kafi bada saval banata hai, isa mai user ko pata bhi nahi hota ki unake personal data ko churaliya jata hai, aise mai software update karne se aapka phone secure hota hai, kunki developers aise loopholes ko band kar dete hai jisaka istamal kar hackers aur crakers ko apke software ko hani pohunca sake.

5. Operating System jada compitable banata hai

Device mai Software aur hardwareka talmel hona bahut jaruri hai, yadi hardware ke sath software campatable nahi huwa to smartphone user ko pareshani ho sakti hai mobile use karne ka experience thik nahi hoga, har roj naye naye hardware mai upgradation arahe hai vaise mai bhi software ke sath badlav nahi ki to operating system mai campability bugs ya erros dikh sakta hai, isai liye isa samsya ko dur karne ke liye software update jaruri hai.

6. Operating system ya application speed update karne se badh jati hai.

Software update karne se opearating system aur application ki speed kafi bad jati hai, mobile mai pahile jo lag huwa karte honge wo sabhi fix ho jate hai. isase user ko phone use karte time bahud acha experience milata hai.

7. Device mai sthit application errors sabhi thik hote hai.

Jada tar Android mai bugs kafi jada paye jate hai jo ki application ki run karne ke liye tafalik hoti hai, ek software updates se sabhi bugs thik hote hai, use karne mai koi dikkat nahi hoti. aur device ko samay samay par update karne se device heathy rahata hai.

8. Mobile ko update karne se Battery Life bhi kafi badati hai

Samay par update karne se battery life mai farak ata hai, sabhi battery ke relates sabhi problems thik hote hai.

Mobile ko Update karna kqu Jaruri hai

  • Smartphone mai errors ya bugs ko update karane se mobile errors bugs thik hote hai, aur update karana kafi jaruri hai
  • Roj roj companies naye features develop karte hai, jo ki phone update karnese wo sabhi feature hame milate hai
  • Update karnese mobile ka looks bahut acha hota hai. aur phone ki speed badhti hai.
  • Mobile ki umar kafi badhati hai, aur isase battery issue bhi solve hote hai.purane bugs ko fix karneke bad mobile ka use karne ka experience bahut badhiya hota hai.
 

सम्बंधित टॉपिक्स

सदस्य ऑनलाइन

अभी कोई सदस्य ऑनलाइन नहीं हैं।

हाल के टॉपिक्स

फोरम के आँकड़े

टॉपिक्स
1,845
पोस्ट्स
1,886
सदस्य
242
नवीनतम सदस्य
Ashish jadhav
Back
Top