Murshad Shayari in Hindi | मुर्शिद शायरी

आज मैं आप के लिए मुरशद शायरी लेकर आया हु जो की यह एक अरबी शब्द है। इसका अर्थ सीधा रास्ता, दृढ़ या पक्का इरादा, मुर्शिद (रहनुमा) होता है। अधिकतर शायरी में इसका नाम सुनने को कम ही मिलता है। लेकिन आज के वक्त की बात की जाए तो इसका खूब नाम बढ़ गया है। हर शायरी में मुरशद नाम ज़रूर सुना होगा, इंस्टाग्राम, टिक टोक जैसी अप्प ने खूब इस शब्द को प्रसिद्द किया था। हर नौजवान मुरशद शायरी बोलना और पढ़ना खूब पसंद करता है। नीचे मैंने कुछ शायरी लिखी हुई है। आप इनको पढ़ कर लोगो को सुना सकते है और बड़ी आसानी से समझ भी सकते है। कुछ शायरी छायाचित्र के भी माध्यम से भी प्रस्तुत की गयी है।

ज़िंदगी समझा था मैंने जिसे मुर्शिद
वो इश्क़ मेरा क़तिल निकला

Zindgi Samjha Tha Maine Jise Murshid
Wo Ishq Mera Qatil Nikla

Tumne Sirf Aankhon ko Dekha Hai…Mursad,
Tumne Aakhon mein kaha dekha hai!

दिल में एक दर्द था मुर्शिद
और वो दर्द हमदर्द ने दिया था

Dil Mein Ek Dard Tha Murshid
Aur Wo Dard Humdard Ne Diya Tha

Ki ye ishq ek juwa hai batao kheloge? Murshad!
Samajh loh dawo pe sabkuch lagana padhta hai

maine use bola, mera kya baneka tere chhod jane ke baad
Murshad, wo haaskar bole, lawaris aaksar marjaya karte hai

Ki kaas koi aaisa ho, jo gale lagakaar kahe
Murshad….Roya naa kar, tere rone se mujhko bhi dard hota hai

यूंही नहीं दिल मेरा धड़का था
मुर्शिद , देख के मुझे शरमाई वो भी थी


Yoonhi Nahi Dil Dhadka Tha
murshid, Dekh Ke Humein Sharmayi Wo Bhi Thi

Ham jaise bekar log,,Ham jaise bekar log
Mursad! Ruth bi jaye, koi manana nahi aata

ki kya kaha, usne mujhe chhod diya hai?
Murshad, alfaaj durust karo saheb,
Usne mujhe kahi ka nahi chhoda..

उसे लिखा गया किसी और के नसीब में मुर्शद
वो शख़्स जिसे दुआओं में मैंने माँगा था

Use Likha Gaya Kisi Aur Ke Naseeb Mein Murshad
Wo Shaqs Jise Duaon Mein Maine Manga Tha

उन्हें हँसते हुए देखा मुर्शद
हम रोक ना पाए खुद को हमारी भी हंसी निकल पड़ी

Unhe Hanste Huye Dekha Murshad
Hum Rok Na Paaye Khud Ko Hamari Bhi Hansi Nikal Padi
ki Murshad,, haalat ne mere chehere ki chamak chhin li
mursad,,,warna yu do char baras mein, budape toh nahi aate

वो जब उनका हाथ छूटा था
यूं लगा कुछ टुटा था मुर्शद

Wo Jab Unka Haath Chuta Tha
Yoon Laga Kuch Tuta Tha Murshad

वो जो कभी हमसे मोहब्बत करते थे मुर्शद
वो हम पर हँसते है अब

Wo Jo Kabhi Humse Mohabbat Karte The Murshad
Wo Hum Par Hanste Hai Ab
Ki aaj aajib tufaan aaya hai
Mursad,
lagta hai kisi bewafa ne, aashiq kaa dil jalaya hai…

Kaamal ka tana diya aaj dil ne
Murshad,
keheta hai, agar tera koi hai toh kaha hai?

Ki Murshad, chahaa nahi kisi ko
use chahane ki baad
chahaa nahi kisi ko, use chahane ki baad
Ki Murshad, hame aapni nigah ka mayar yaad hai

हमें भी हुई थी मुर्शद
हम भी तड़पे थे इक शख़्स के लिए

Hume Bhi Huyi Thi Mohabbat Murshad
Hum Bhi Tadpe The Ikk Shaqs Ke Liye

जिसकी ख्वाहिश होती है हमें मुर्शद
वो शख़्स हमें मिलता क्यूँ नहीं

Jiski Khawahish Hoti Hai Hume Murshad
Wo Shaqs Hume Milta Kyun Nahi

वो तो अब पास भी नहीं आते मुर्शद
ना जाने पास किसके अब जाने लगे है

Wo Ab Toh Pass Bhi Nahi Aate Murshad
Na Jaane Paas Kiske Ab Jaane Lage Hai

ye bakt hi nahi raha kisi se wafa karne kaa
Murshad,
haad se jyada chaho toh log matlabi samjhte hai

बात दिल पर आ बनी थी मुर्शद
और वो दिल तोड़ना चाहते थे


Baat Dil Par Aa Bani Thi Murshad
Aur Wo Dil Todna Chahte The

हम समझाते तो समझाते कैसे मुर्शद
वो कुछ सुनना ही नहीं चाहते थे

Hum Samjhate Toh Samjhate Kaise Murshad
Wo Kuch Sunna Hi Nahi Chahte TheUski tasbir ko banakar phir

Uski tasbir ko banakar phir
Murshad, chikhe maar kar ham usse manate hai…

वो जो दिल के करीब होते है मुर्शद
वो क्यों नहीं हमारा नसीब होते है

Jo Dil Ke Kareeb Hote Hai Murshad
Wo Kyun Nahi Hamara Naseeb Hote Hai

कभी रूबरू तक नहीं हुए थे उनसे मुर्शद
तो बात दिल की कैसे बताते उन्हें

Kabhi Rubaru Tak Nahi Huye The Unse Murshad
Toh Baat Dil Ki Kaise Batate Unhe

Murshad… Wo keheta tha
tum jaan ho, saath ho, paas ho Murshad… Wo keheta tha

हमें कोई तरकीब बताए आप मुस्कराने की मुर्शद
उनके जाने से हम हंसना भूल गए है

Hume Koi Tarkeeb Bataye Aap Muskurane Ki Murshad
Unke Jaane Se Hum Hansna Bhul Gaye Hai

जब चोट लगती है दिल पे मुर्शद
अकल तब ठिकाने आती है

Jab Chot Lagti Hai Dil Pe Murshad
Akal Tab Thikane Aati Hai

maine use bola, mera kya baneka tere chhod jane ke baad?
Murshad!! wo haaskar bole, lawaris aaksar marjaya karte hai

उन्हें ग़ुमान था उन्हें हमारे जैसे कई मिलेंगे मुर्शद
मने भी कह दिया जाओ ढूंढ लो हम तुम्हें अब नहीं मिलेंगे

Unhe Gumaan Tha Unne Hamare Jaise Kayi Milenge Murshad
Humne Bhi Keh Diya Jao Dundh Lo Hum Tumhe Ab Nahi Milenge

आवाज़ नहीं होती दिल टूट फिर भी जाता है मुर्शद
ख्यालों में खोया आशिक़ चलते चलते गिर भी जाता है मुर्शद

Aawaz Nahi Hoti Dil Tut Fir Bhi Jata Hai Murshad
Khayalon Mein Khoya Aashiq Chalte Chalte Gir Bhi Jata Hai Murshad

Humne SOCHA Tha Bataenge Sabhi Dard Tumko
Mursad,
tum Ne toh Inta Bhi naa Poocha khamosh Kyun Khade ho

Jindagi sikha hi rahi hai
aayista aayista
Murshad…loog nind ki goliya kyun lete hai

मेरे नसीब में मोहब्बत नहीं लिखी गई मुर्शद
मेरे नसीब में सिर्फ गम लिखा गया

Mere Naseeb Mein Mohabbat Nahi Likhi Gayi Murshad
Mere Naseeb Mein Sirf Gum Likha Gaya

वो छोड़ी नहीं गई हमसे मुर्शद
हमें उनकी आदत जो लगी थी

wo Chodi Nahi Gayi Humse Murshad
Hume Unki Jo Aadat Lagi Thi

aabhi toh badle hai, Mursad,
Badle aabhi baaki hai
 
मॉडरेटर द्वारा पिछला संपादन:

सम्बंधित टॉपिक्स

सदस्य ऑनलाइन

अभी कोई सदस्य ऑनलाइन नहीं हैं।

हाल के टॉपिक्स

फोरम के आँकड़े

टॉपिक्स
1,845
पोस्ट्स
1,886
सदस्य
242
नवीनतम सदस्य
Ashish jadhav
Back
Top